The hope

Aata nahi jinhe udna..
Pankh laga do unko...
Sara jaha ye unka..
Badlega dekho....

Nile umber me..
Udta hai, wo bhi...
Pankh judte hi bante..
Saitaan ki pari...

Aao pankh lagaau..
Tumhaari yaado ko..
Wo hi yad mera..
Hausla ban jate ho..tum!!
~ ~ ~ ~ ~
Posted: Aug 2017
About this poem:
Ye poem un logo ko, jinhone aage badhna band kar diya hai. Aur khud ko niche mehsoos karte hain. Unhe aasha aur hausle ki nayi roshni me laati hai..
Post Comment

Kalpana

Gusse me muh fulana..
Mujhe acha lage...

Socho kitna acha ho...
Chaand par khelenge hum..

Hum huse to suraj hasega..
Maasoom uska hai dil...
~ ~ ~ ~ ~
Posted: Aug 2017
About this poem:
Childish poem
Post Comment

This is a list of Vedika18's Poems. Click here for Vedika18's Poem List

We use cookies to ensure that you have the best experience possible on our website. Read Our Privacy Policy Here